Noto Sans DevanagariNoto Sans Devanagari
⏳ Check ho raha hai…
Home › Font Checker
Apna text likhein aur dekhein ki wo har font mein kaisa dikhta hai. Checker batata hai ki font sach mein load hua, aur usme Hindi (Devanagari) aur English dono ke akshar hain ya nahi.
Har font ko aapke browser mein load karke dekha jaata hai. Agar font mein Devanagari ya English ke akshar nahi hote, to browser unki jagah koi doosra font dikha deta hai – checker is farak ko pakad leta hai aur "Hindi ✗" ya "English ✗" dikhata hai. Isliye Hindi shayari ke liye wahi font chunein jinpar Hindi ✓ likha ho.
Font pasand aa jaaye to "Editor mein use karo" dabayein – editor usi font ke saath aapke text ke saath khulta hai.